MUNAFIK, WAHABI, AHLE HADEESO KO BURA KAHNA KAISA ?
MUNAFIKO AUR KAFIRO KO BURA KAHNA KAISA ?
Aaj hamare kuch musalman ye kehte hain ki Nabi Alaihesalam kabhi kisi kafir ko bhi bura nahi kehte the, aur unke sath bhi achha akhlaq istemal karte the, Isliye Kafiro/Wahabiyo ko bhi bura nahi kehna chahiye aur unke
sath bhi achha akhlaq dikhana chahiye. Aur inhe
apna Islami bhai kehte hain.
➤ HADEES: Rasoolullah Alaihesalam apne Sahaba se farmate hain,'Kya Faajir ko bura kehne se parhez karte ho ? Log inhe kab pehchanenge? Faa -jir ki buraiya bayan
karo taki log isse bachen.
(Kanzul Ummal S-338)
➤ HADEES: Rasoolullah Sallallahu- Alaihe -Wasallam ne Abu Jehel, Utba bin rabia, Shaiba bin Rabia ka naam lekar inke liye baddua farmayi.
(Bukhari, Kitabul Wuzu)
➤ HADEES: Ek shaks Masjide Nabwi me namaz padh raha tha, fir bhi Rasoolullah ne apne Sahaba ko hukm diya ki ise
qatl kar do.
(Khasaisul Kubra S-229).
➤ HADEES: Maale Ghanimat ke waqt ek shaks ne Rasoolullah se kaha, Adl(Insaf) kijiye, aapne farmaya, agar mai Adl na karu to kaun karega, bas ye sunkar Hzrat Umar RadiAllah Anho ne farmaya: Huzur, aap ijazat dijiye, mai iski gardan maar du.
(Bukhari 2:621).
➤ HADEES: Nabi Alaihesalam ne Masjid-e-Nabwi se 300 logo ko naam lekar munafiq kaha aur masjid se bahar nikal diya.
(Muslim J-1 Kitabul Fitan).
➤ HADEES: Ek shaks ki biwi Nabi Alaihesalam ki shan me kami bayan karti, to ispar uske shauhar ne use qatl kar diya, Nabi alaihesalam ne farmaya, iska qatl maaf hai.
(Abu Dawood, 1:599).
➤ HADEES: Hazrat Abu Bakr Siddiaq RadiAllah Anho ne farmaya, Nabi alaihesalam ke gustakho ke liye qatl ka hukm hai.
(Nasai 2:153)
➤ HADEES: Kaab Ibne Ashraf Yahudi ek shayar tha, usne Nabi Alaihesalam ke khilaf kuch alfaaz bol diya, Nabi alaihesalam ne qatl ka hukm farmaya.
(Hashiya Bukhari, 2:576)
Ghaur kijiye, Nabi alaihesalam ne achha akhlaq sirf unke samne pesh kiya, jo Islam ko jante nahi the, fir Nabi alaihesalam ka achha akhlaq dekhkar Islam qubul kar liya,
Lekin
Jab kisi ne Islam ko janne ke baad bhi Islam me Kharabi paida karne ki koshish ki, to Nabi alaihesalam ne unke liye baddua bhi farmai,unhe apni Masjido se bhi nikala,Munafiq kaha, aur Qatl ka hukm bhi de diya. Sahaba ne qatl bhi kiya. . Isliye pehle to hum kisi bhi Wahabi ko akhlaq se samjhate hai, par jab wo manne se inkar karta hai aur Rasoolullah ki gustakhi karta hai to uspar Laanat karna aur uski burai sabke samne batana zaruri hai, taki log use pehchan le. .
Aye Musalmano, jab koi Chor tumhare ghar me chori karta hai tab tum usey chor kehte ho, saza dete ho, par jab koi
Rasoolullah ke khilaf bolta hai to tum Akhlaq dikhate ho ?
Jab Sahaba ne Gustakho ko qatl kiya to us waqt akhlaq kyun nahi dikhaya?
Aye Musalmano! Kya Sahaba ke pas akhlaq nahi tha?
MAAZ ALLAH , Ya fir tum apne Akhlaq ko Sahaba se behtar
samajhteho? .
Post a Comment