जानिए ! शबे बरात में मगरिब बाद 6 रकअत नवाफिल नमाज़ किस तरह पढ़ी जाती हैं. (Shabe Barat Me Maghrib Baad 6 Nawafil Namaz Ka Tarika)



Shabe Barat Me Maghrib Baad 6 Nawafil Namaz Ka Tarika:

Kuch Auliae Kiraam alairahma Ka Mamool Tha Ke Shabe Bar'at  Maghrib Baad 6 Nawafil Is Tarah Ada Farmate Ke


1⃣ 2 Rakat Nafil Namaz Padkar 21 Bar Sureh Ikhlaas Ya Ek Bar Sureh yaseen phir Dua Nifs shabaan padke esaale sawab kare aur Umar Daraz ki dua mangey.

2⃣ phir 2 rakat nafil namaz padke 21 Bar Sureh Ikhlas Ya Ek Bar sureh Yaseen Aur Duae Nifs Shaban padke Esale sawab kare aur Gharme barkat ki aur balao se hifazat ki dua kare.


 
👆 जायज मोहब्बत या पसंद की शादी के लिए वजीफा (ऊपर click करे)

3⃣ ab akhir bar 2 rakat nafil namaz padne ke baad phir 21 bar sureh Ikhlas ya ek bar sureh yaseen, dua nifs shaban esaale sawab kare aur sirf ALLAH ka mohtaj rakhe ye dua kare.

(📚Jame'ul Wazaif Page-481)
 

👉 हमारी वेबसाइट में हर तरह की इस्लामी मसले मसाइल का हल और हर बीमारी का रूहानी इलाज अपडेट हैं , ज्यादा से ज्यादा शेयर करे और भी टॉपिक जरूर पढ़े।


How To Create Account in Godaddy and make Website with wordpress,  insurance, JCB, Etc Website is very popular

17 comments:

  1. Isha ke namaz ke baad padna hai kya ur namaz

    ReplyDelete
  2. Isha ke namaz ke baad padna hai kya ye namaz

    ReplyDelete
  3. Isko hum Isha ke baadh b ada karsakte.



    JAZAKLLAHU Qair

    ReplyDelete
    Replies
    1. Ji nhii maghrib k baad ataa karna hai

      Delete
  4. ap ne bahut ache tarike se shab e barat ki namaz ke baare me bataya hain. allah aap k iska azr de.. ameen
    aur mera dil se dua hain ki jab tak ye comment aap ke iis post par rahe aap ki rozi me barkat allah de....aameen

    ReplyDelete
  5. Mujhe btaiye k sureh yaseen salam k baad padhni h ya salam se pehle

    ReplyDelete
  6. Aslam valikum bhai
    Zazakallah khair

    ReplyDelete