🔸Shab e Jumu'ah Darood Shareef.


شب جمعہ کا درود شریف

اَللّٰـــهُمَّ صَــلِّ وَسَلِّمْ وَبَارِكْ عَــلٰى سَيِّدِنَا وَمَوْلٰنَا

مُحَــمَّدٍ نِ النَّبِيِّ الْاُمِّيِّ الْحَبِيْبِ الْعَالِي الْقَدْرِ
الْعَظِيْمِ الْجَاهِ وَعَلٰی اٰلِهٖ وَصَحْبِهٖ وَبَارِك وَسَلِّم
اَللّٰـــهُمَّ صَــلِّ عَــلٰى مُحَــمَّدٍ وَّاَنْزِلْهُ
الْمَــقْعَدَ الْمُقَـرَّبَ عِنْــدَكَ يَوْمَ الْقِيـَـامــَةِ

"Allahumma Salli Wa Sallim Wa Baarik Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadinin Nabiyyil Ummiyyil Habeebil Aalil Qadril Azeemil Jaahi Wa'Ala Aalihi Wasahbihi Wabaarik  wasallim Allahumma Salli Ala Muhammadinw Wa'anzilhul Maq'adal Muqarraba Indaka Yaumal Qiyamah"


Buzurgaane deen farmate hai yeh Darood Shareef shab e jumu'ah (jumeraat o jumu'ah ke darmiyani raat) ko kam az kam ek martaba padhey..


Fazilat - Inteqal ke waqt woh shakhs Huzoor Shafi e Mehshar ﷺ ki ziyarat se musharaf hoga. Aur qabr mein daakhil hote waqt bhi aur yaha tak iss Darood Shareef padhne ki fazilat hai ke padhne wala dekhega ke Huzoor e Akram ﷺ ussey apne haathon se qabr mein rakh rahey hai.


Nabi e kareem ﷺ farmate hai jo shakhs yeh darood shareef padhega meri shafa'at uss shakhs par wajib hai.


#Afzal us salawat ala sayyidis sadat page no - 151.

#Al Targeeb Wat Tarheeb.
#Madani~Panj Sura

No comments