🔸 Kya Eid Milad Un Nabi Me Jhande Lagana Jaiz Hai :




Eid Milad Un Nabi Me Jhande Lagana Jaiz hai:



Hazrate Amina farmati hai K Jab Mere ghar MUHAMMAD صلى الله عليه وسلم.  Ki Wiladat Hui Us waqt Hazrat Jibrail Alaihissalam Ne 3 Jhande Nasab Kiye Ek Magrib Me, Ek Mashrik Me Aur Ek Kabe Ki Chhat par.


"Is Riwayat Ko Shah Abdul Haq Muhaddith Dahelvi Rahamatullah Ahlie Ne Apni Kitab Madarijunnabuwa Jild 2 Me Naqal Kiya Hai."

​EID MILAD UN NABI MANANA QURAN SE SABIT HAI (मीलाद शरीफ और क़ुर्आन​ शरीफ)
EID MILAD UN NABI MANANA JAIZ HAI (मीलाद शरीफ और हदीस​) 

➤Ab Aaiye Dekhte Hai Tarikh Ki Kitabo Me K Nabi  صلى الله عليه وسلم. Ki Wiladat Par Afsoos Kun Kun Karta Hai:


Imam Qastallani (Rahimullah) farmate hain:


“ Chahiye Eeman walo ki tum Milad-e-Mustafaصلى الله عليه وسلم. ko Eid ketaur par manaya karo. Allah ApnaFazl aur Ehsan kare unn logo par jo Rabi ul Awwal ki raato’n ko Eid ke taur parmanate hain, kyunki iss maheene ko Eid ke taur par manane se Unn Dilo’n par aurUnn logo par Ghazab utarta hai Jinke Dilo’n mein Bughz aur Munafikat ki Bimarihai.”


(Imam Qastallani, Al Muwahib al Luduniya, Jild No. 1, Safa No. 148)




➤Shaitan Kaheta Hai Ki Mai Barso Jannat Me Raha, Farishto Ka Sardar Ban Gaya,Magar Jab Ye AADAM (Nabi) Paida Huwa To Mere Liye Badi Musibat Paida Ho Gai,Yaha Tak Ki Mujhe Jannat Se Bhi Nikal Diya Gaya!!! Phir Jab Jab Koi NABI Paida Hota Woh Gumraho Ko Sahi Raah Dikha Kar Jannat Me Le Jata AurTab Tak Ki Meri Sari Mehenat Mitti Me Mil Jati. Aur Aakhir Me Jab Aakhiri NABI MUHAMMAD  صلى الله عليه وسلم. Paida Huwa Tab To Mai Itna Roya JitnaPahele Jannat Se Nikalne Par RoyaTha, Aur Usne Meri Tamam Mehnat Par Pani PherDiya.

(Hafidh Ibn-Kathir in Al-Bidayah wal Nihayah, Volume No. 2, Page No. 166)



Note: AGAR AISI NISHANIYA KISI ME DIKHAI DE TO SAMJHO WOH SHAITAN KI NASIHAT LEKAR AAYA HAI

NABI (Sallallahu Alaihi WaSallam) NE KHUD APNA MILAAD MANAYA




"Nisar Teri Chahal Pahal Par Hazar Eiden Rab Ul Awwal

Siwa E Iblees K Jahan Me Sabhi To Kushiya Mana Rahe Hai"